Saturday, September 3, 2011

gift

tuta hua yeh dil,
bhigi hui aankhe,
auro se kahin badhkar ,
uphaar tumhara hai,
sau kaam bhulakar tum,
aaye mujhe rulane ko.
auro se kahin badhkar,
upkaar tumhara hai.
hota gar khuda jo tu,
toh tujhko bata dete,
chup hun main yun bas,
ki auro se kahin badhkar,
tu yaar hamara hai.
tu pyaar hamara hai