दिल अपना,
मैं गया था ,
डॉक्टर को दिखने के लिए ,
भेज दिया दिल उसने,
पास दरजी के,
सिलवाने के लिए ,
मैंने पूछा क्यूं ,
तो कहा,
तैयार करवा रहा हूँ,
इसे फिर चोट खाने के लिए ,
मैंने फिर पूछा क्यूँ तो कहने लगा की ,
न तेरे सिने से मोहब्बत की जुस्तजू जाएगी ,
न उस सितमगर की चोट देने की आरजू जाएगी
Wednesday, June 30, 2010
Friday, June 18, 2010
gazal
suraj sa noor tujhme,
chand sa aakarshan hai.
aankho ka tu hai sukun,
dil ka haan tu dhadkan hai.
suraj sa noor tujhme,
chand sa aakarshan hai.
aankho mein justju teri,
dil mein hai aarzoo teri.
chand sa aakarshan hai.
aankho ka tu hai sukun,
dil ka haan tu dhadkan hai.
suraj sa noor tujhme,
chand sa aakarshan hai.
aankho mein justju teri,
dil mein hai aarzoo teri.
tu hi meri apni hai,
ki tu meri sajni है.
Friday, June 4, 2010
shayari
hone ko bata tera aakhir kya kya na kiya humne.
hokar bhi bata tera kya kiya humne.
ajib hai yaara teri bandagi kehne ko hum tere ,
aur karne ko parda bhi hum hi se.
hokar bhi bata tera kya kiya humne.
ajib hai yaara teri bandagi kehne ko hum tere ,
aur karne ko parda bhi hum hi se.
Subscribe to:
Comments (Atom)