Friday, June 18, 2010

gazal

suraj sa noor tujhme,
chand sa aakarshan hai.
aankho ka tu hai sukun,
dil ka haan tu dhadkan hai.
suraj sa noor tujhme,
chand sa aakarshan hai.
aankho mein justju teri,
dil mein hai aarzoo teri.
tu hi meri apni hai,
ki tu meri sajni है.

No comments:

Post a Comment